Tuta hua shisha phir joda nahi jata, Aankh se nikla hua aansu phir wapas nahi jata, Tum toh keh ke bhool chuke ho sab kuch, Lekin humse woh pal bhulaya nahi jata.
Dil Ke Mandir Mein Mera Naam Liya Tha Kisne, Main To Patthar Tha Mujhe Mom Kiya Tha Kisne, Bewafa Mujhko Tu Kehta Magar Ye To Bata, Aakhri Saans Talak Pyar Kiya Tha Kisne.