Todne k liye wada kiya nahi Jata, soch samajh k pyar kiya nahi Jata. Yakin karo, "Pyar" ho Ya "Dosti" Agar dil se ho to uske bina 1 pal b Jiya nahi Jata.
E Dost tere honthon ki muskurahat na jaye teri palkon me kabhi aansoo na aaye Teri raah me pade hon jo bhi kaante me hath rakhun aur tu guzar jaye...!!
Aasman ne Vadiyon me pani barsaya hai, fizaon me ek naya rang sa chaya hai, Khamosh kyun ho tum Plz thoda sa muskurao, Tumhari muskan dekhne hamara Msg aya hai.