Pyaar Gazal hai gungunane ke liye, Pyaar nagma hai sunane ke liye, ye woh jazba hai jo sabko milta naahi, kyunki hosla chaahiye pyaar nibhane ke liye..
Aasman ko neend aaye to sulayeh kahan, Dharti ko maut aaye to dafnayein kahan. Sagar ki lehrein aaye to chupayein kahan, Aapki yaad aaye to jaye kahan...